Khayalomein Kisi Ke


Khayalo Me Kisi Ke Is Tarah Aaya Nahi Karte-Film Bawre Nain 1950- Lyricist Kedar Sharma-Music Roshan

Bawre Nain was essentially a romantic film. Chand (Raj Kapoor) lives in a small rural town in India. He is unable to pay the rent, and his landlord evicts him. He re-locates to another town and meets with a young woman named Tara (Geeta Bali). Both are attracted to each other. Chand is unable to secure employment in this town, and moves elsewhere. Tara waits for several months, but does not hear anything from him. So she decides to go and look for him, hoping to re-kindle her love. She is shocked and surprised to find him with an attractive woman named Rajni, who claims that Chand is her betrothed and both are to get married soon.

Although Music of Bawre Nain was dominated by Rajkumari.Mukesh had two beautiful  songs in the film . One was " Teri Duniyamein Dil Lagta Nahi" and another was this duet with Geeta Dutt.
This is Highly dignified , graceful and soul touching song ,filmed on Vijaylaxmi and Raj Kapoor.
Well refined and supremely excellent lyrics by Kedar Sharma with soulful God gifted romantic voices of immortal Mukesh and Geeta Dutt , sublime music by Roshan has put a soul in the song.." Jinhe mitna ho vo mitney se dar jaya nahin karte , mohabbat karne wale gham se ghabraya naahin karte..." "Mohabat ka sabak sikho ye jakar jalne walon se , ke dil ki baat bhi lab tak kabhi laaya nahin karte...". Exactly true , the song is the evergreen truth for the true lovers and leaves a permanent impact on the listeners.

Lyrics of the song:

Khayalon mein kisi ke is tarah aaya nahi karte
Kisi ko bewafa ke tadpaya nahi karte..
Khayalon mein kisi ke..

Dilon ko raund kar dil apna behlaya nahi karte
Jo Thukraye gaye ho unko thukraya nahi karte
Dilon ko raund kar...

Hansi phoolon ki do din chandni bhi chaar din ki hai
Chandini chaar din ki hai
mili ho chand si soorat to itraya nahi karte
Kisi to bewafa ke tadpaya nahi karte
Khayalon mein kisi ke

Jinhe mitna ho woh mitne se dar jaaya nahi karte
Woh Dar jaaya nahi karte
Mohabbat karne wale gham se ghabraya nahin karte
Kisi ko bewafa ke tadpaya nahi karte
Khayalon mein kisi ke

Mohabbat ka sabak seekho, yeh jaakar jalnewalon se
yeh jaakar jalnewalon se
ke dil ki baat bhi lab tak kabhi laaya nahi karte
jo thukraye gaye ho unko thukraya nahi karte

Khayalon mein kisi ke, is tarah aaya nahi karte
kisi ko bewafa ke tadpaya nahi karte
Khayalon mein kisi ke...




Baware Nain 1950
Starcast: Raj Kapoor, Geeta Bali, Vijaylaxmi, Cuckkoo .
Lyricist: Kedar Sharma.
Music: Roshan
Directed by Kedar Sharma.
An Ambitious Pictures Production.
         



Comments

Popular Posts